Monday, January 24, 2011

Ek tanha sa safar

ek tanha sa safar
tanhai meri hamsafar
ek tanha si yaade
tanhai ki sisakti wo barsaate
ek tanha si tarap
tanhai ke daman me chhupa
ek tanha sa sitara
tanhai ka ye alam hamara
ek tanha tanhai
Jindagi ke ye ruswai
…… Agar khatm ho gayi meri tanhai
…… To samjho aa gayi mere jivan me tumhari parchhayi……

No comments:

Post a Comment